Thursday 30 June 2011

garmi-e hasrate nakam say jal jatay hain

bulbul ko baghban say na sayyad say gilla,
qismet may qaid likhi thi fasl-e bahar main
, din zindagi k khatam huay shaam hogaie,
phaila k paoon soain gay kanj mizar may...
( hey! wats kanj mizar? i dont know myself :) )

----------------

Garmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hain
Hum chiraagon ki tarah shaam se jal jaate hain
shamma jis mehfil may jelti hay numayish k liye,
hum ussi bazem may gumnam say mer jatay hain,

-------------------------

sift-e shamma lahad murda hay mehfil meri ,
aah! aye raat bari door hay manzil meri,
( hey im waiting for a blessive death... its my teenage dream,
but none get it himself, its only in Allah swt's hand to whomever he grant such blessive death)

No comments:

Post a Comment